150+Shayari on Eyes in Hindi | Aankhein Shayari For Her

Shayari on Eyes: In this article you will find Shayari on eyes (aankhein shayari) in Hindi and it will be useful to impress any girl.

Use these Shayari on eyes for your crush and girlfriend to make her blush.

Aankhein shayari in Hindi

Khilte Hai Phool Ishq Ke
Teri In Khoobsurat Aankhon Me
Jaha Dekh Le Thehar Ke Bas Tu Ek Nazar
Mehak Jaaye Vo Jagah Kisi Baagbaan Ki Tarah

खिलते हैं फूल इश्क के
तेरी इन खूबसूरत आँखों में
जहाँ देख ले ठहर के तू बस एक नजर
महक जाए वो जगह किसी बागबाँ की तरह

Agar humari shayari on eyes ka collection pasand aaye to comment kr ke jarur btaye…!

Classic-aankhein-shayari-in-Hindi

पैगाम लिया है कभी पैगाम दिया है,
आँखों ने मोहब्बत में बड़ा काम किया है।
Paigaam Liya Hai Kabhi Paigaam Diya Hai,
Aankhon Ne Mohabbat Mein Bada Kaam Kiya Hai.

 

Classic -aankhein- shayari- in- Hindi

जो सूरुर है तेरी आँखों में वो बात कहां मैखाने में,
बस तू मिल जाए तो फिर क्या रखा है ज़माने में।

Jo Soorur Hai Teri Aankhon Mein Vo Baat Kahaan Maikhane Mein,
Bas Tu Mil Jaye To Phir Kya Rakha Hai Zamane Mein.

Classic- aankhein -shayari -in -Hindi

Ikraar Mein Shabdon Ki Ehamiyat Nahin Hoti,
Dil Ke Jazbaat Ki Aavaaz Nahin Hoti,
Aankhein Bayan Kar Deti Hain Dil Ki Dastaan,
Mohabbat Lafjon Ki Mohtaaj Nahin Hoti.

इकरार में शब्दों की एहमियत नहीं होती,
दिल के जज़्बात की आवाज़ नहीं होती,
आँखें बयान कर देती है दिल की दास्तान,
मोहब्बत लफ्जों की मोहताज नहीं होती।
Classic-aankhein-shayari-in-Hindi

 

एक नजर देख ले हमे जीने की इजाजत दे दे,
ए रुठने वाले… वो पहली सी मोहब्बत दे दे।

Ek Najar Dekh Le Hume Jeene Ki Izazat De De,
Ae Ruthne Wale… Wo Pehli Si Mohabbat De De.

Classic-aankhein-shayari-in-Hindi

ये गुलाबों सा तेरी आँखों का जाम अच्छा है
जिस ख़त में आए तेरा नाम वो पेग़ाम अच्छा है

Ye Gulaabo Sa Teri Aankhon Ka Jaam Acha Hai
Jis Khat Mein Aaye Tera Naam Wo Pegaam Acha Hai

Classic-aankhein-shayari-in-Hindi

Nashili aakhein shayari Hindi

Udaas Aankho Me Apni Karar Dekha Hai
Pehli Baar Use Bekrar Dekha Hai
Jise Khabar Naa Thi Mere Aane Jaane Ki
Uski Aankho Me Ab Intazaar Dekha Hai

उदास आँखों में अपनी करार देखा है
पहली बार उसे बेक़रार देखा है
जिसे खबर ना होती थी मेरे आने जाने की
उसकी आँखों में अब इंतज़ार देखा है

nashili-aakhein-shayari-hindi

मुस्कुरा के देखा तो कलेजे में चुभ गयी,
खंज़र से भी तेज़ लगती हैं आँखें जनाब की।
Muskura Ke Dekha To Kaleje Mein Chubh Gayi,
Khanjar Se Bhi Tez Lagti Hain Aankhein Janaab Ki.

nashili-aakhein-shayari-hindi

Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaega,
Waqt Ka Kya Hai Gujarta Hai Gujar Jaega.

आँख से दूर न हो दिल से उतर जाएगा
वक़्त का क्या है गुजरता है गुजर जाएगा।

nashili-aakhein-shayari-hindi

Teri Aankho Ke Jadoo Se
Tu Khud Nahi Hai Waqif,
Yeh Use Bhi Jeena Sikha Deti Hain
Jise Marne Ka Shauk Ho.
तेरी आँखों के जादू से
तू ख़ुद नहीं है वाकिफ़
ये उसे भी जीना सिखा देती हैं
जिसे मरने का शौक़ हो।

nashili-aakhein-shayari-hindi

2 line shayari on eyes in Hindi

मैं ने जिस लम्हे को पूजा है उसे बस एक बार,
ख़्वाब बन कर तेरी आँखों में उतरता देखूँ

Main Ne Jis Lamhe Ko Pooja Hai Use Bas Ek Baar,
Khwab Ban Kar Teri Aankhon Mein Utarta Dekhu

2-line-shayari-on-eyes-in-hindi

Dekhkar Kajal Ki Lakeeren Unki Aankhon Mein,
Pahli Dafa Ye Jana Ki Ye Chaand Ki Khoobsurati Raat Se Kyun Hai.

देखकर काजल की लकीरें उनकी आँखों में,
पहली दफ़ा ये जाना कि ये चाँद की ख़ूबसूरती रात से क्यूं है।

2-line-shayari-on-eyes-in-hindi

खुलते हैं मुझपे राज कई इस जहान के,
उसकी हसीन आँखों में जब झाँकता हूँ मैं।
Khulte Hain Mujh Pe Raaz Kayi Iss Jahan Ke,
Us Ki Haseen Aankhon Mein Jab Jhaankta Hoon Main.

2-line-shayari-on-eyes-in-hindi

Aankhon Par Teri Nigahon Ne Dastkhat Kya Kie,
Hamne Sanson Ki Vasiyat Tumhare Naam Kar Di.

आँखों पर तेरी निगाहों ने दस्तख़त क्या किए,
हमने साँसों की वसीयत तुम्हारे नाम कर दी।

Humare Dar Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai
Kabhi Badal Baraste ….

Humare Dar Aa Jao Sada Barsaat Rehti Hai
Kabhi Badal Baraste Hai Kabhi Aankhe Barasti Hai

हमारे दर आ जाओ सदा बरसात रहती हैं
कभी बादल बरसते हैं कभी आँखे बरसती हैं

नजर जिसकी तरफ करके निगाहें फेर लेते हो,
कयामत तक उस दिल की परेशानी नहीं जाती।
Najar Jiski Taraf Karke Nihagein Fer Lete Ho,
Qayamat Tak Uss Dil Ki Pareshani Nahi Jahi.

Kya Kashish Thi Uss Ki Aankho Mein Mat Poochho,
Mujhse Mera Dil Larh Pada Mujhe Yehi Chahiye.
क्या कशिश थी उस की आँखों में मत पूछो.
मुझ से मेरा दिल लड़ पड़ा मुझे यही चाहिये?

Beautiful shayari on eyes

लाजमी तो नही है कि तुझे आँखों से ही देखूँ..
तेरी याद का आना भी तेरे दीदार से कम नही.

Laajmi Toh Nahi Hai Ki Tujhe Aankhon Se Hi Dekhu
Teri Yaad Ka Aana Bhi Tere Deedar Se Kam Nahi..

अदा है, ख्वाब है, तकसीम है, तमाशा है,
तेरी इन आँखों में एक शख्स बेतहाशा है

Ada Hai, Khwab Hai, Taskeem Hai, Tamaasha Hai,
Teri Inn Aankhon Mein Ek Shakhs Betahasha Hai,

Wo Bolte Rahe… Ham Sunte Rahe…
Jawaab Aankhon Mein Tha Wo Jubaan Mein Dhoondhte Rahe.

वो बोलते रहे… हम सुनते रहे…
जवाब आँखों में था वो जुबान में ढूंढते रहे।

Deewane Hain Tere, Is Baat Se Inkaar Nahin,
Kaise Kahen Ki Hamen Tumse Pyar Nahin,
Kuchh To Kasoor Hai Teri In Aankhon Ka,
Ham Akele To Gunhagaar Nahin.

दीवाने हैं तेरे, इस बात से इंकार नहीं,
कैसे कहें कि हमें तुमसे प्यार नहीं,
कुछ तो कसूर है तेरी इन आँखों का,
हम अकेले तो गुनहगार नहीं।

अब तक मेरी यादों से मिटाए नहीं मिटता,
भीगी हुई इक शाम का मंज़र तेरी आँखें।
Ab Tak Meri Yaadon Se Mitaaye Nahi MitTa,
Bheegi Hui Ik Shaam Ka Manzar Teri Aankhein.

Ae Samundar Mein Tujhse Waaqif Nahi Hu
Vo Aankhe Tujhse Jayada Gehri Hai Jinka Mein Aashiq Hun

ऐ समन्दर, मैं तुझसे वाकिफ नहीं हूँ मगर इतना बताता हूँ
वो आँखें तुझसे ज़्यादा गहरी हैं जिनका मैं आशिक हूँ

Hum Bhatakte Rehte The Aksar Anjaan Raaho Me
Raat Din Kaat Rahe The Yun Hi Bas Aanho Me
Naa Jaane Kyu Tamanna Huyi Fir Se Jeene Ki
Kuch To Baat Hogi Teri In Nigaaho Me

हम भटकते रहते थे अक्सर अनजान राहों में
रात दिन काट रहे थे यूँ ही बस आहों में
जाने क्यों तम्मना हुई फिर से जीने की
कुछ तो बात होगी तेरी इन निगाहों में

Tareef shayari on eyes

Kaid Khane Hain… Bin Salakhon Ke,
Kuchh Yun Charche Hain Tumhari Aankhon Ke.

कैद खानें हैं… बिन सलाखों के,
कुछ यूँ चर्चे हैं तुम्हारी आँखों के।

आँखों पर तेरी निगाहों ने दस्तख़त क्या किए..
हमने साँसों की वसीयत तुम्हारे नाम कर दी !

Aankhon Par Teri Nigaaho Ne Dastakht Kya Kiye..
Humne Saason Ki Wasiyat Tumhare Naam Kar Di!

तेरी सूरत जो भरी रहती है आँखों में सदा
अजनबी चेहरे भी पहचाने से लगते हैं मुझे

Teri Surat Jo Bhari Rehti Hai Aankhon Mein Sada
Ajnabi Chehre Bhi Pehchaane Se Lagte Hai Mujhe

तेरी आँखों मैं बहुत देर तक कोई अक्स नहीं रहता..
तेरा तो पता नहीं तुझसे मिल कर….

तेरी आँखों मैं बहुत देर तक कोई अक्स नहीं रहता..
तेरा तो पता नहीं तुझसे मिल कर मैं मुझसा नहीं रहता..!!

Teri Aankhon Mein Bahot Der Tak Koi Aks Nahi Rehta
Tera Toh Pata Nahi Tujhse Mil Kar Main Mujhsa Nahi Rehta

Jeena Muhal Kar Rakha Hai Meri Inn Aankho Ne,
Khuli Ho To Talaash Teri Band Ho To Khwab Tere.
जीना मुहाल कर रखा है मेरी इन आँखों ने,
खुली हो तो तलाश तेरी बंद हो तो ख्वाब तेरे।

आपने नजर से नजर जब मिला दी,
हमारी ज़िन्दगी झूमकर मुस्कुरा दी,
जुबां से तो हम कुछ भी न कह सके,
पर आँखों ने दिल की कहानी सुना दी।
Aapne Najar Se Najar Jab Mila Di,
Humari Zindagi Jhoom Kar Muskura Di,
Jubaan Se To Hum Kuchh Bhi Na Keh Sake,
Par Aankhon Ne Dil Ki Kahani Suna Di.

देखा है मेरी नजरों ने एक रंग छलकते पैमाने का,
यूँ खुलती है आँख किसी की जैसे खुले दर मैखाने का।
Dekha Hai Meri Najron Ne Ek Rang Chhalkte Paimaane Ka,
Yoon Khulti Hai Aankh Kisi Ki Jaise Khule Dar Maikhane Ka.

Usne Aankhon Se Aankhein Jab Mila Di,
Humari Zindagi Jhoom Kar Muskura Di,
Jubaan Se To Hum Kuchh Na Kah Sake,
Par Aankhon Ne Dil Ki Kahani Suna Di.

उसने आँखों से आँखें जब मिला दी,
हमारी ज़िन्दगी झूम कर मुस्कुरा दी,
जुबान से तो हम कुछ न कह सके,
पर आँखों ने दिल की कहानी सुना दी।

श्क के फूल खिलते हैं तेरी खूबसूरत आँखों में,
जहाँ देखे तू एक नजर वहाँ खुशबू बिखर जाए।
Ishq Ke Phool Khilte Hain Teri Khoobsoorat Aankhon Mein,
Jahan Dekhe Tu Ek Najar Wahan Khushboo Bikhar Jaaye.

यूँ ही गुजर जाती है शाम अंजुमन में
कुछ तेरी आँखों के बहाने कुछ तेरी बातो के बहाने

Yun Hi Guzar Jaati Hai Shaam Anjuman Mein
Kuch Teri Aankhon Ke Bahane Kuch Teri Baato Ke Bahane

दिल नहीं लगता आपको देखे बिना,
दिल नहीं लागता आपको सोचे बिना,
आँखें भर आती हैं ये सोच कर ,
कि किस हाल में होंगे आप हमारे बिना।

Dil Nahi Lagta Aapko Dekhe Bina,
Dil Nahi Lagta Aapko Mein Soche Bina,
Aankhen Bhar Aati Hain Ye Sochkar,
Ki Kis Haal Me Honge Aap Humare Bina.

Romantic shayari on eyes in Hindi

Ek Najar Dekh Le Hume Jeene Ki Izazat De De,
Ai Ruthne Wale… Wo Pahli Si Mohabbat De De.

एक नजर देख ले हमे जीने की इजाजत दे दे,
ए रुठने वाले… वो पहली सी मोहब्बत दे दे।

ज़फ़र गिरिया हमारा कुछ-न-कुछ तासीर रखता है,
उन्‍हें हम देखते हैं मुस्कुराते अपनी आँखों से।
Zafar Giriya Humara Kuchh Na Kuchh Taseer Rakhta Hai,
Unhein Hum Dekhte Hain Muskurate Apni Aankhon Se.

Sagar Se Gahri Hain Aapki Ye Najren,
Khushiyon Ki Shahnai Hain Aapki Ye Najren,
Husn Ka Jaam Hain Aapki Ye Najaren,
Chhupayen Kai Armaan Aapki Ye Najren,
Le Le Na Kahin Hamari Jaan Aapki Ye Najaren

सागर से गहरी हैं आपकी ये नजरें,
खुशियों की शहनाई हैं आपकी ये नजरें,
हुस्न का जाम हैं आपकी ये नजरें,
छुपायें कई अरमान आपकी ये नजरें,
ले ले न कहीं हमारी जान आपकी ये नजरें।

मिलायेंगे नजर किससे कि वो बेदीद हैं ऐसे,
नहीं आईना में आँखें मिलाते अपनी आँखों से।
Milayenge Najar Kis Se Ke Wo Bedeed Hain Aise,
Nahi Aayina Mein Aankhein Milaate Apni Aankho Se.

Nigaaho Se Katal Karke Mera
Bacha Li Taqleef Dono Ki
Naa Tujhe Jaroorat Padi Khanjar Uth…..

Nigaaho Se Katal Karke Mera
Bacha Li Taqleef Dono Ki
Naa Tujhe Jaroorat Padi Khanjar Uthane Ki
Na Mujhe Gardan Jhukane Ki

निगाहों से कत्ल करके मेरा
बचा ली तकलीफ दोनों की
ना तुझे जरुरत पड़ी खंजर उठाने की
ना मुझे गर्दन झुकाने की

Tumhe Dekhne Ko Tarasti Hai Ye Aankhe
Teri Gairmozudagi Me Barasti Hai Ye Aankhe
Meri Parvaah Na Sahi Par Inke Liye To Aa Jao
Tumse Bepanah Ishq Karti Hai Ye Aankhe

तुम्हे देखने को तरसती हैं ये आँखे
तेरी गैरमौजूदगी में बरसती हैं आँखे
मेरी परवाह ना सही इनके लिए आ जाओ
तुमसे बेपनाह इश्क़ करती हैं ये आँखे

Aaj Bhi Pyaari Hai Mujhe Teri Di Hui Har Nisani
Fir Chahe Vo Tere Diye Huye Gukab Ho Ya Meri Aankh Ka Paani

आज भी प्यारी हैं मुझे तेरी दी हुई हर निशानी
फिर चाहे वो तेरे दिए गुलाब के फूल हो या मेरी आँखों का पानी

Teri Nigah Dil Se Jigar Tak Utar Gayi,
Dono Ko Hi EkAda Mein Rajamand Kar Gayi.

तेरी निगाह दिल से जिगर तक उतर गयी,
दोनों को ही एकअदा में रजामंद कर गई।

Nasheeli Aankho Se Wo Jab Hamen Dekhte Hain,
Hum Ghabra Ke Aankhe Jhuka Lete Hain,
Kaun Milaaye Un Aankhon Se Aankhen,
Suna Hai Wo Aankhon Se Apna Bana Lete Hai.
नशीली आँखों से वो जब हमें देखते हैं,
हम घबरा कर आँखें झुका लेते हैं,
कौन मिलाये उन आँखों से आँखें,
सुना है वो आँखों से अपना बना लेते हैं।

आ गया है फर्क तुम्हारी नज़रों में यकीनन,
अब एक खास अंदाज़ से नज़रअंदाज़ करते हो।

Aa Gaya Hai Fark Tumahri Najro Me Yakinan,
Ab Ek Khaas Andaaz Se Najarandaz Karte Ho.

सौ तीर जमाने के एक तीर-ए-नज़र तेरा,
अब क्या कोई समझेगा दिल किसका निशाना है।

Sau Teer Zamane Ke Ek Teer-e-Nazar Tera,
Ab Kya Koyi Samjhega Dil Kiska Nishana Hai.

Hindi romantic shayari on eyes

नज़र ख़ामोश, ज़ुबान चुप, सदा-ऐ-दिल महरूम,
किसी का ज़िक्र न निकला, तुम्हारी बात के बाद।

Najar Khamosh, Juban Chup, Sada-E-Dil Mahroom,
Kisi Ka Jikr Na Nikla, Tumhari Baat Ke Baad.

Mujhse Kehti Thi Wo Sharab Aankhein,
Aap Wo Zeher Mat Piya Kijiye.
मुझ से कहती थीं वो शराब आँखें,
आप वो ज़हर मत पिया कीजिये।

o Unki Aankho Se Bayaan Hote Hain,
Woh Lafz Shayari Mein Kahan Hote Hain.
जो उनकी आँखों से बयां होते हैं,
वो लफ्ज़ शायरी में कहाँ होते हैं।

Ikraar Mein Shabdon Ki Ehamiyat Nahin Hoti,
Dil Ke Jazbaat Ki Aavaaz Nahin Hoti,
Aankhein Bayan Kar Deti Hain Dil Ki Dastaan,
Mohabbat Lafjon Ki Mohtaaj Nahin Hoti.

इकरार में शब्दों की एहमियत नहीं होती,
दिल के जज़्बात की आवाज़ नहीं होती,
आँखें बयान कर देती है दिल की दास्तान,
मोहब्बत लफ्जों की मोहताज नहीं होती।

Kuch Yun Charche Hai Teri In Aankho Ke
Maano Kaid Ho Koi Bin Salakhon Ke

कुछ यूँ चर्चे है तेरी इन आँखों के
मानो कैद हो कोई बिन सलाखों के

hindi-romantic-shayari-on-eyes

 

Chupaaye Bethe The Har Raaz Ye Honth Mere
Tumse Milte Hi Ye Kambhaqt Aankhe Dhokha De Gayi

छुपाये बैठे थे हर राज़ ये होंठ मेरे
तुमसे मिलते ही ये कम्भख्त आँखे धोखा दे गयी

चख के देख ली दुनिया भर की शराब,
जो नशा तेरी आँखों में था वो किसी में नहीं।

Chakh Ke Dekh Li Duniya Bahr Ki Sharab,
Jo Nasha Teri Aankhon Me Tha Wo Kisi Me Nahi.

कभी पैगाम लिया है कभी पैगाम दिया है ,
आँखों ने मोहब्बत में बड़ा काम किया है ।

Kabhi Paigam Liya Hai Kabhi Paigam Diya Hai,
Aankhon Ne Mohabbat Me Bada Kaam Kiya Hai.

सोचते ही रहे पूछेंगे तेरी आँखों से ऐ सनम,
किस से सीखा है हुनर….

सोचते ही रहे पूछेंगे तेरी आँखों से ऐ सनम,
किस से सीखा है हुनर दिल में उतर जाने का।

Sochte Hi Rahe Poochhenge Teri Aankho Se Ae Sanam,
Kis Se Seeekha Hai Hunar Dil Me Utar Jaane Ka,

Aankhein shayari in hindi

Koyi Deewana Daurh Ke Lipat Na Jaye Kahin,
Aankho Mein Aankhein Daal Kar Dekha Na Kijiye.
कोई दीवाना दौड़ के लिपट न जाये कहीं,
आँखों में आँखें डालकर देखा न कीजिए।

आँखों पर तेरी निगाहों ने दस्तख़त क्या दिए,
हमने साँसों की वसीयत तुम्हारे नाम कर दी।

Aankhon Par Teri Nigahon Ne Dastkhat Kya Diye,
Humne Sanso Ki Wasiyat Tumhare Naam Kar Di.

जो उनकी आँखों से बयान होते हैं ,
वो लफ्ज शायरी में कहाँ होते हैं ।

Jo Unki Aankho Se Bayaan Hote Hain,
Wo Lafz Shayari Me Kahan Hote Hain.

आँखों की कतारों में पसरी नमी सी है जो हमारी,
आज सब कुछ है ज़िन्दगी में बस तुम्हारी कमी सी है।

Aankhon Ki Kataron Me Pasri Nami Si Hai Jo Humari,
Aaj Sab Kuchh Hai Zindagi Me Bas Tumahri Kami Si Hai.

हम उस से थोड़ी दूरी पर हमेशा रुक से जाते हैं,
न जाने उस से मिलने का इरादा कैसा लगता है,
मैं धीरे धीरे उनका दुश्मन-ए-जाँ बनता जाता हूँ,
वो आँखें कितनी क़ातिल हैं वो चेहरा कैसा लगता है।

Hum Us Se Thodi Doori Par Humesha Ruk Se Jaate Hain,
Na Jaane Us Se Milne Ka Irada Kaisa Lagta Hai,
Main Dheere Dheere UnKa Dushman-E-Jaan Banta Jata Hun,
Wo Aankhen Kitni Katil Hain Wo Chehra Kaisa Lagta Hai.

Hota Hai Raz-e-Ishq-o-Mohabbat Inhi Se Fash,
Aankhein Jubaan Nahi Hain Magar Bejubaan Nahi.
होता है राजे-इश्को-मुहब्बत इन्हीं से फाश,
आँखें जुबाँ नहीं है मगर बेजुबाँ नहीं।

तेरी सूरत जो भरी रहती है आँखों में सदा,
अजनबी चेहरे भी पहचाने से लगते हैं मुझे।

Teri Surat Jo Bhari Rehti Hai Aankhon Me Sada,
Ajnabi Chehre Bhi Pehchane Se Lagte Hain Mujhe.

शोर न कर धड़कन ज़रा, थम जा कुछ पल के लिए,
बड़ी मुश्किल से मेरी आखों में उसका ख्वाब आया है।

Shor Na Kar Dhadkan Jara, Tham Ja Kuch Pal Ke Liye,
Badi Mushkil Se Meri Aankhon Me Uska Khwab Aaya Hai.

ढूंढते क्या हो… आँखों में कहानी मेरी,
खुद में खोये रहना तो आदत है पुरानी मेरी।

Dhoondhte Kya Ho… Aankhon Mein Kahani Meri,
Khud Mein Khoye Rehna To Aadat Hai Purani Meri.

उल्फ़त में कभी यह हाल होता है,
आँखें हस्ती हैं मगर दिल रोता है,
मानते हैं हम जिसे मंज़िल अपनी,
हमसफ़र उसका कोई और होता है।

Ulft Mein Kabhi Yeh Haal Hota Hai,
Aankhen Hasti Hain Magar Dil Rota Hai,
Maante Hain Ham Jise Manzil Apni,
Hamsafar Uska Koi Aur Hota Hai.

This was a collection of Shayari on eyes – Aankhein Shayari if you like these Shayari on eyes then consider sharing it on your social media.

If you need more Shayari on Eyes then comment down below we will add more Shayari on eyes. Also if you have any Shayari on Eyes leave it down in the comments.

error: